Achcha Dost Zindgi Ko Jannat Bnata Hai. Islye Meri Qadar Kia Karo Warna Fir Kehte Firoge.!! Bahti Hawa Sa Tha Wo Yar Hmara Tha Wo Kaha Gaya Use Dhundo.
Muskurana Hi Dosti Nhi Hoti, Umar Bitana Hi Zindagi Nhi Hoti, Khud Se Bhi Jyaada Khayal Rakhna Padta Hai Dosto Ka, Kyo Ki Dost kahana Hi Dosti Nhi Hoti..